Saturday 7 August 2021

Saying of our beloved Prophet Muhammad Post no 23





  :  حضرت ابو ہريرہ رضی اللہ عنہ سے روايت ہے کے 

 

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم ایک مرتبہ سو گئے، اور فجر کی سنتیں نہ پڑھ سکے، تو ان کی قضاء سورج نکلنے کے بعد کی ۔



Roman Urdu

Hazrat Abu Hurairah raziyallahu anhu se riwayat hai ke :

Nabi (ﷺ) ek martaba so gai, aur Fajr ki sunnaten na padh sake, to unki qaza suuraj nikalne ke baad ki -

English

It was narrated from Abu Hurairah that the Prophet (ﷺ) slept and missed the two Rak’ah before Fajr, so he made them up after the sun had risen.

Grade: Sahih (Darussalam)

[ Sunan Ibn Majah: 1155 ]

Note: Is Hadees se sabit hota hai ke Fajr ki do rakat sunnat ki qaza suuraj nikalne ke baad bhi jaa'ez hai -

No comments: