Thursday 12 August 2021

Saying of our beloved Prophet Muhammad Post no 29

 




 :  حضرت رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے رات کے ہر حصہ میں کبھی شروع میں، اور کبھی بیچ میں، صبح صادق کے طلوع تک نماز وتر پڑھا ۔


Roman Urdu

Hazrat Ali raziyallahu anhu se riwayat hai ke :

Rasulullah (ﷺ) ne raat ke har hisse me kabhi shuruu me, aur kabhi biich me, subah saadiq ke tulu tak namaz e witr padha -


English

It was narrated that ‘Ali said :

“At every part of the night the Messenger of Allah (ﷺ) prayed Witr, at the beginning and in the middle, and finally his Witr was just before dawn.”


Grade: Hasan (Darussalam)

[ Sunan Ibn Majah: 1186 ]


📝 Note: Iss Hadees Se Ye Malum Hota Hai Ke Tahajjud Ka Waqt Isha Ke Baad Se Shoro Hokar Subah Saadiq Ke Tulu Hone Tak Rheta Hai, (Yane Sheri Ka Waqt Jab Khatam Hota Hai Tab Tahajjud Ka Waqt Khatam Hota Hai)

No comments: